• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hum Is Jahan Mein Aae To Sath Lae din

Hum Is Jahan Mein Aae To Sath Lae din

aisha-ayyub

ham is jahan men aae to saath laae din

kisi ke maut ke jiine ke sab manae din

ḳhushi ka din to baḌi minnaton se banta hai

udasiyon ke magar hain bane-banae din

hue hain aankh se ojhal kabhi jo apne the

hamari god men palte hain kuchh parae din

ye shor-o-ghul ye Thahake ta qahqahon ka hujum

baḌe jatan kiye phir ham ne chup karae din

jab us ka raat ka nashsha utarne vaala tha

ghamon ko ghol ke ham ne use pilae din

na is men chand na hi jagmagate taare hain

koi sitara-sifat aa ke ab sajae din

main us ke saath andheron ki sair par nikli

vo mere saath raha aur mujhe dikhae din

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Ek KHema-E-Shab Jis Ka Nam Duniya Tha

poet

Yunhi Kufr Har Subh Har Sham Hoga

Jo Bach Gae Hain Charagh Un Ko Bachae Rakkho

poet

Is Waqt Bare Kuchh To Karam-Bakhshi Kijiye

abdurrahman-wasif

dil Mein Liye Auham Ko Is Ghar Se Utha Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet