• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sun Rakkho Use dil Ka Lagana Nahin Achchha

Sun Rakkho Use dil Ka Lagana Nahin Achchha

wajid-ali-shah-akhtar

sun rakkho use dil ka lagana nahin achchha

duniya ye buri hai ye zamana nahin achchha

sab luut liya ek nazar dekh ke mujh ko

ai duzd-e-nigah dil ka churana nahin achchha

kyuun jhenpte ho ghairon men haan phir to kaho vo

gaali hi to thi baat banana nahin achchha

uryan-badani par na hababon ki pade aankh

dariya men miri jaan nahana nahin achchha

afsos ki surat na banao na rulao

dil pista hai honton ka chabana nahin achchha

rote hain hansate ho bhari bazm men sahab

chup baithe raho dhyan batana nahin achchha

kuche se chale jaiye ‘akhtar’ kahin ab aur

mazmun bahut ishq ka chhana nahin achchha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Teri Aankhon Ko Tere Husn Ka Dar Jaana Tha

poet

In Ilm-O-Agahi Ki Kitabon Mein Kuchh Nahin

Hazar Sahra the Raste Mein Yar Kya Karta

shabnam-shakeel

mera jina gawahi de raha hai

Nahin Shuur-E-Nazar Kisi Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet