Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Hum Gire Hain Jo Aa Ke Itni dur

  • Ghazal
  • Classic Poet
  • Poet: Ahmad Mushtaq
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

ham gire hain jo aa ke itni duur

kis ne phenka ghuma ke itni duur

kaisi zalim thi qurb ki khvahish

kahan maara hai la ke itni duur

ab to us ka khayal bhi dil ne

rakh diya hai utha ke itni duur

ab to vo barg-e-arzu bhi hava

le gai hai uda ke itni duur

lala-o-gul bhi ik tasalli hai

kaun aata hai ja ke itni duur

More Poems

Ghairon Ke Sath Gate Jate Ho

Tegh-E-Nigah-E-dida-E-Khun-Khaar Nikali

Hamin Se Apni Nawa Ham-Kalam Hoti Rahi

Jaise Koi daera Takmil Par Hai

Subh Ko Hashr Bhi Hai Kat Gai Gar Aaj Ki Raat

dekh Kar Meri Ana Kis darja Hairani Mein Hai

Harif-E-Raaz Hain Ai Be-Khabar dar-O-diwar

Khabar Hai Ki Aaya Gulabon Ka Mausam

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.