• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hum baDe Dasht-E-Bala Se Guzre

Hum baDe Dasht-E-Bala Se Guzre

poet

ham baḌe dasht-e-bala se guzre

un se guzre na ḳhuda se guzre

barha shahr-e-vafa se guzre

ek sunsan faza se guzre

ham ne har baar dar-e-dil khola

hadse teri ada se guzre

dil men bikhre the tiri yaad ke phuul

gham ke lashkar bhi saba se guzre

talḳh yadon men thi ḳhushbu-e-vafa

ab ke jab ku-e-jafa se guzre

har qadam tiir malamat ke chale

laakh ham sidq-o-safa se guzre

ab hai tanha.i-e-dasht-e-furqat

raunaq-e-ku-e-jafa se guzre

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Rasta Kisi Wahshi Ka Abhi Dekh Raha Hai

Tare Dard Ke Jhonke Ban Kar Aate Hain

Juz Rishta-E-KHulus Ye Rishta Kuchh Aur Tha

poet

Agar Wo Gul-Badan dariya Nahane Be-Hijab Aawe

Yar Ko Dida-E-KHun-Bar Se Ojhal Kar Ke

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet