• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chandni Ko Rasul Kahta Hun

Chandni Ko Rasul Kahta Hun

chandni ko rasul kahta huun

baat ko ba-usul kahta huun

jagmagate hue sitaron ko

tere paanv ki dhuul kahta huun

jo chaman ki hayat ko Das le

us kali ko babul kahta huun

ittifaqan tumhare milne ko

zindagi ka husul kahta huun

aap ki sanvli si murat ko

zauq-e-yazdan ki bhuul kahta huun

jab mayassar hon saghar-o-mina

barq-paron ko phuul kahta huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHwab Kahan Se TuTa Hai Tabir Se Puchhte Hain

Gham-E-Hayat Pe KHandan Hain Tere Diwane

Aaj Mahsur Hain Dimak-Zada Diwaron Mein

Kis Ne Diya Hai Kis Ka Sat

Us Se Ji Bhar Ke Mili Dad-E-Tamanna Mujhko

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet