Hum Apne Ko Fash Kar Rahe Hain Ai Dahr ham apne ko faash kar rahe hain ai dahr dil nazar ḳharash kar rahe hain ai dahr kaisa ye junun hai ki tere andar ham ḳhud ko talash kar rahe hain ai dahr
Leave a Reply