• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sari Duniya Hai Ek Parda-E-Raaz

Sari Duniya Hai Ek Parda-E-Raaz

saari duniya hai ek parda-e-raz

uf re tere hijab ke andaz

maut ko ahl-e-dil samajhte hain

zindagani-e-ishq ka aghaz

mar ke paaya shahid ka rutba

meri is zindagi ki umr daraz

koi aaya tiri jhalak dekhi

koi bola suni tiri avaz

ham se kya puchhte ho ham kya hain

ik bayaban men gum-shuda avaz

tere anvar se labalab hai

dil ka sab se amiiq gosha-e-raz

aa rahi hai sada-e-hatif-e-ghaib

‘josh’ hamta-e-hafiz-e-shiraz

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Pher Len Aankhen Murawwat Dekhna

meer-taqi-meer

Miliye Us Shakhs Se Jo Aadam Howe

Dil Mein Jo Aae Achchha Bura Kah Liya Karo

shahryar

dil Pareshan Ho Magar Aankh Mein Hairani Na Ho

azra-abbas

Ek Nazm Roz Aati Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet