• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sang-E-Tiflan Ka Hadaf Jism Hamara Nikla

Sang-E-Tiflan Ka Hadaf Jism Hamara Nikla

sang-e-tiflan ka hadaf jism hamara nikla

ham to jis shahr ga.e shahr tumhara nikla

kis se ummid karen koi ilaj-e-dil ki

charagar bhi to bahut dard ka maara nikla

jaane muddat pe tiri yaad kidhar se aa.i

raakh ke Dher men poshida sharara nikla

dil pe kya jaane guzar jaati hai kya pichhle-pahar

os Tapki to kahin sub.h ka taara nikla

jaate jaate diya is tarah dilasa us ne

biich dariya men koi jaise kinara nikla

koi sahra ka havala na samundar ki misal

jo bhi Duuba hai jahan dost hamara nikla

bul-havas zid men sahi dar-o-rasan se guzra

ab pasheman hai ki sauda ye ḳhasara nikla

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hukm Jari Hua KHamoshi Se

Wasl Ke Lamhe Kahani Ho Gae

poet

Mah-Ru Yan Hazar Ko dekha

Barson Se Hun Main Zamzama-Pardaz-E-Mohabbat

Sufi

Ai Talib-e-Firdaus Ba-Rau Su-e-Mohammad

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet