• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hawa Chalegi Magar Sitara Nahin Chalega

Hawa Chalegi Magar Sitara Nahin Chalega

hava chalegi magar sitara nahin chalega

samundaron men tira ishara nahin chalega

yahi rahenge ye dar ye galiyan yahi rahengi

tumhi chaloge koi nazara nahin chalega

shab-e-safar hai hatheliyon par bhanvar ugenge

tumhare ham-rah ab kinara nahin chalega

suno ki ab ham gulab denge gulab lenge

mohabbaton men koi ḳhasara nahin chalega

bahar maqruz hai gharon aur maqbaron ki

gulon pe raston ka hi ijara nahin chalega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

neel-ahmed

Gunah

Ye Bhi Mumkin Hai Ki Aankhen Hon Tamasha Hi Na Ho

Bas Ho Chuka Huzur Ye Parde haTaiye

Baad-E-Shimal Chalne Lagi Ang Ang Mein

DhunDte DhunDte KHud Ko Main Kahan Ja Nikla

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet