• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hum Apne Dil Ki dhaDkan Mein Ek Tamanna Lae Hain

Hum Apne Dil Ki dhaDkan Mein Ek Tamanna Lae Hain

ham apne dil ki dhaḌkan men ek tamanna laa.e hain

tujh se pyaar ki baten karne duur kahin se aa.e hain

apni ankhen rahguzar hain apna chehra patthar hai

tere va.adon ne bhi mujh ko kya kya ḳhvab dikha.e hain

tere anchal ki chhanv se shahr-e-junun ki dhuup talak

ḳhushbu ban kar bikhre ham ghuncha ban kar murjha.e hain

koi ujala tha jo hamare jism-o-jan se guzra hai

kis ḳhurshed ne andhe ghar men apne aks uḌaa.e hain

taaza dhuup men jhiil kinare jab se tujh ko dekha hai

‘jazib’ ne ujle ujle rangon ke ḳhvab bichha.e hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Yarab Sarab-E-Ahal-E-Hawas Se Najat De

Ajib KHwab Tha Hum Bagh Mein khaDe Hue The

poet

Kar Imtihan Tuk Ho Ke Tu KHunKhaar Yak Taraf

poet

Partaw paDa Jo Aariz-E-Gulgun-E-Yar Ka

Lahu Mein Tar Ye Dayar Bhi Dekhna Hai Ek Din

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet