• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hum Apne-Ap Mein Rahte Hain dam Mein dam Jaise

Hum Apne-Ap Mein Rahte Hain dam Mein dam Jaise

ajmal-siraj

ham apne-ap men rahte hain dam men dam jaise

hamare saath hon do-char bhi jo ham jaise

kise dimagh junun ki mizaj-pursi ka

sunega kaun guzarti hai sham-e-gham jaise

bhala hua ki tira naqsh-e-pa nazar aaya

ḳhirad ko rasta samjhe hue the ham jaise

miri misal to aisi hai jaise ḳhvab koi

mira vajud samajh lijiye adam jaise

ab aap ḳhud hi bataen ye zindagi kya hai

karam bhi us ne kiye hain magar sitam jaise

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kidhar Abru Ki Uske Dhak Nahin

bahadur-shah-zafar

Rukh Jo Zer-E-Sumbul-E-Pur-Pech-O-Tab Aa Jaega

Dil Apne Ranj-O-Gham Se Jam-E-Jahan-Numa Tha

poet

Kufr-E-Ishq Aaya Badal Mujh Momin-E-Din-Dar Tak

Jun Gul Tu Hanse Hai Khil-Khila Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet