• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hujum-E-Gham Hai Qalb Gham-Zada Hai

Hujum-E-Gham Hai Qalb Gham-Zada Hai

hujum-e-gham hai qalb gham-zada hai

miri mahfil mira ḳhalvat-kada hai

azal se aaj tak koi na samjha

hayat-e-muḳhtasar kya sho.abada hai

bahakne de zara rindon ko saaqi

yahi hangama jan-e-mai-kada hai

kahan dekhoge tum apni tajalli

jo a.ina hai vo hairat-zada hai

nazar kya jam-o-mina par uTha.un

nigah-e-dost puura mai-kada hai

idhar bhi ruḳh kar ai baran-e-rahmat

hamara ashiyan atish-zada hai

mire piine pe pabandi hai jab se

‘saba’ ujḌa hua sa mai-kada hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Gae Sab Bhul Shikwe dekh Ru-E-Yar Kya Kahiye

Bich Jangal Mein Pahunch Ke Kitni Hairani Hui

zindagi se dur kab tak jaoge

KHun-E-Nahaq Ki Tarah Galiyon Mein Jab Bahti Hai Raat

Hum Qatl Kab Hue Ye Pata Hi Nahin Chala

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet