• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hua Dil Ka Haal Abtar Tujhe Yaad Karte Karte

Hua Dil Ka Haal Abtar Tujhe Yaad Karte Karte

hua dil ka haal abtar tujhe yaad karte karte

miri jaan nikal na jaa.e kahin aah bharte bharte

miri arzu-e-dil ko na.i zindagi mili hai

ki abhi abhi bache hain mire ḳhvab marte marte

tujhe bhulne ki ḳhatir bhi hai ek umr lazim

kaTi ek umr meri tujhe yaad karte karte

hui maut jab muqabil mujhe tum hi yaad aa.e

rahe tum hi jan-e-arman miri jaan marte marte

jo kisi ne mujh se puchhi miri aḳhiri tamanna

tira naam hi to aaya mire lab pe Darte Darte

ye tha kis ko ilm yaaro ye bhala kise ḳhabar thi

koi ji uThega ik din tire gham men marte marte

isi ḳhauf se ki tujh ko kahin bhuul hi na ja.un

tujhe yaad kar rahi huun use yaad karte karte

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sone Walon Ko Koi KHwab Dikhane Se Raha

Ajab Ajib Gham-E-Ehtimal Rakhte Hue

Zaban Hai Magar Be-Zabanon Mein Hai

poet

Agarche Wusat-E-Imkan Nazar Mein chhoD Gaya

Manus Fitratan Hain Gham-E-Ashiqi Se Hum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet