• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Howe Wo shoKH-Chashm Agar Mujhse Chaar Chashm

Howe Wo shoKH-Chashm Agar Mujhse Chaar Chashm

poet

hove vo shoḳh-chashm agar mujh se chaar chashm

qurban karun main chashm par us ke hazar chashm

muddat hui palak se palak ashna nahin

kya is se ab ziyada kare intizar chashm

jis rang se ho abr safed o siyah o surḳh

is tarah kar rahe hain tumhare bahar chashm

sote se naam sun ke mira yaar jaag uTha

baḳhton ke khul ga.e mire be-iḳhtiyar chashm

jaage ho raat ya ye nashe ka utaar hai

jo sub.h kar rahe hain tumhare ḳhumar chashm

zalim ḳhuda ke vaste ‘hatim’ ko munh dikha

muddat se dekhne ke hain ummid-var chashm

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Saz-E-Hasti Ka Ajab Josh Nazar Aata Hai

nazeer-akbarabadi

dekh Kar Kurti Gale Mein Sabz dhani Aap Ki

uTha Shoala Sa Qalb-E-Na-Tawan Se

Sharmindagi-E-Dil Ko Chhupaoge Kahan Tak

Jis Tarah Log KHasare Mein Bahut Sochte Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet