• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hosh O Khirad Ganwa Ke Tere Intizar Mein

Hosh O Khirad Ganwa Ke Tere Intizar Mein

poet

hosh o khirad ganva ke tire intizar men

gum kar diya hai khud ko ghamon ke ghubar men

main us ke saath saath bahut duur tak gai

ab us ko chhodna bhi nahin ikhtiyar men

rang-e-hina hai aaj bhi mamnun is liye

mere lahu ka rang tha jashn-e-bahar men

ik vasl ki ghadi ko tarasti rahi sada

ik tishnagi sada rahi dil ke dayar men

har shakhs ko fareb-e-nazar ne kiya shikar

har shakhs gum hai gumbad-e-jan ke hisar men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

riyaz-khairabadi

dam-E-Akhir Kisi Ka Shikwa-E-Bedad Karte Hain

poet

Adu Ghair Ne Tujhko Dilbar Banaya

bashar-nawaz

Abdiyat

Wasl Ki Zid Se uThen Hijr Ko Roya Na Karen

sheikh-ibrahim-zauq

Aankh Us Pur-Jafa Se Ladti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet