• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / honTon Par Hai Baat kaDi Taziren Bhi

honTon Par Hai Baat kaDi Taziren Bhi

honTon par hai baat kaḌi ta.aziren bhi

ḳhamoshi ka rang huiin taqriren bhi

ḳhauf yahi hai aane vaali naslon ko

ek ajuba hongi ye tahriren bhi

mausam ke sau ruup magar in ankhon men

ḳhvab vahi hain ḳhvabon ki ta.abiren bhi

a.inda ke saans hamare apne hain

TuuT chukin is va.ade ki zanjiren bhi

ek ajab hairat men gum-sum rahti hain

divaren divaron par tasviren bhi

paani ki ḳhamosh sada.en kaun sune

ḳhatm huiin jab miTTi ki tasiren bhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

kaifi-azmi

Intishaar

Adu-E-Bad-Guman Ki Dastan Kuchh Aur Kahi Hai

In Dar-O-Diwar Ki Aankhon Se paTTi Khol Kar

Baal-O-Par Rakhte Nahin Azm-E-Safar Rakhte Hain

qateel-shifai

dil Ko Gham-E-Hayat Gawara Hai In dinon

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet