• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hone Ka Etibar Nahin Kar Rahe Hain Log

Hone Ka Etibar Nahin Kar Rahe Hain Log

hone ka e’tibar nahin kar rahe hain log

ab ḳhud ko iḳhtiyar nahin kar rahe hain log

ab ishq aur dasht ḳhasare men hain miyan

ab dil ka karobar nahin kar rahe hain log

tayyar hai tamasha dikhane ko ek shaḳhs

mahaul sazgar nahin kar rahe hain log

ab hai nizam-e-ishq men tarmim ka chalan

taron ka bhi shumar nahin kar rahe hain log

hairan huun ki itni riyazat ke bavajud

kyuun vaqt ko ghubar nahin kar rahe hain log

ḳhush huun ki asman se hai qaa.em zamin ka rabt

dukh hai ki pa.edar nahin kar rahe hain log

shayad ki meri maut ka elaan ho chuka

ab mujh pe koi vaar nahin kar rahe hain log

aage ki dauḌ men hue mahdud is tarah

maazi pe eqtidar nahin kar rahe hain log

ai yaar apne husn pe kuchh ḳhaak Daal de

ab ishq iḳhtiyar nahin kar rahe hain log

ab nisf shab nikalte hain be-ḳhauf kaam par

suraj ka intizar nahin kar rahe hain log

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Aankhon Mein Hai Par Aankh Ne Dekha Nahin Abhi

azra-naqvi

Haar-Singar

Wo Jo Aankhon Mein Chhup Ke baiTha Hai

Zamin Apne Hi Mehwar Se haT Rahi Hogi

meer-taqi-meer

Bare duniya Mein Raho Gham-Zada Ya Shad Raho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet