• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Uljhi Aqidaton Ke Bayanat Ham-Safar

Uljhi Aqidaton Ke Bayanat Ham-Safar

uljhi aqidaton ke bayanat ham-safar

jis raah bhi ga.e ye ḳharabat ham-safar

muskil-tarin ḳhvahish-e-tahqiq ka safar

pur-ḳhar raston pe mukafat ham-safar

dil ki taḌap ke vaste mahbub na-guzir

rah-e-vafa men gham ke kinayat ham-safar

thi dar-ba-dar ye aql to us ki talash men

lekin qadam qadam pe ḳhurafat ham-safar

ik ham ki har paḌav pe bechargi ka saath

ik vo ki har-qadam pe karamat ham-safar

saath apne jalva jalva bhaTakti hui nazar

be-tabiyon men shauq-e-mulaqat ham-safar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Zindagi Usko Ras Aai Hai

poet

Tanhaiyan Jo Ras Na Aaen to Kya Karen

poet

Ek Ek sans Mein Sadiyon Ka Safar kaTte Hain

Mujhko Doli Mein biTha Dar Ke Hawale Kar De

Agarche Aaina-E-Dil Mein Hai Qayam Us Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet