• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ho Gaya Abru Ki Saffaki Se Shohra Yar Ka

Ho Gaya Abru Ki Saffaki Se Shohra Yar Ka

poet

ho gaya abru ki saffaki se shohra yaar ka

kaam kar jaa.e sipahi naam ho sardar ka

kucha-e-shah-rag se kya tera mahal nazdik hai

dam gale men aa ke aTka hai tire bimar ka

misl-e-isa un ki ḳhidmat men rasa.i ho ga.i

paḌh ga.e koThe pe ham ziina laga kirdar ka

raat ko ankhon ke niche phir ga.i tasvir-e-yar

vaah kya chamka sitara dida-e-bedar ka

‘qadr’ kya islah-e-‘ghalib’ se miri shohrat hui

vo masal hai baaḌh kaaTe naam ho talvar ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Agar Wo Hadisa Phir Se Hua To

Aa Gaya Waqt Ki Ho Dawat-E-Am Ai Saqi

Tamam Shahr to Be-Mehr Nind so Raha Tha

Jab Se Aaya Hun Tere Ganw Mein

Dilon Par Hukmarani Hai Usi Ki

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet