• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hisar-E-Shahr Mila Dasht Ka Maza Na Mila

Hisar-E-Shahr Mila Dasht Ka Maza Na Mila

hisar-e-shahr mila dasht ka maza na mila

junun ke daur men bhi koi mashghala na mila

ab us gulab ne kanTe ki ik chubhan bhi na di

mila zarur vo mujh se magar ḳhafa na mila

na tere qad ki koi bahr-e-ḳhush-ḳhiram mili

ghazal ka zikr hi kya koi qafiya na mila

jo bas chale to vo simTa le har numu-e-badan

haya se apni koi yuun thaka hua na mila

bhanvar ki chiḳh bulati rahi magar ai ‘shaz’

andheri raat thi maujon ka naqsh-e-pa na mila

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dhyan Mein Kaun Darinda Hai Jo Bedar Hua

mumtaz-mirza

Bahut dawe Kiye Hain Aagahi Ne

poet

Zahr to La-Jawab Tha Us Ka

Hasti Ek Naqsh-E-Inikasi Hai

poet

Howe Mashhur Na Kyon Aashiq-E-Badnam Bura

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet