• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Arsh Pe Dam toDne Lagti Hain Duaen

Jab Arsh Pe Dam toDne Lagti Hain Duaen

jab arsh pe dam toḌne lagti hain dua.en

deta hai rag-e-jan se mujhe koi sada.en

phir sarmad-o-mansur ka aata hai zamana

ab ahl-e-chaman gul ki jagah daar uga.en

us tishna ki barsat men kya pyaas bujhegi

kashmir ke barfab jise aag laga.en

yuun apni dua sun ke chahak uTThe farishte

jis tarah suḳhan-fahm koi misra.a uTha.en

allah-re vo sarshar gunahgar jo apni

be-saḳhta laghzish pe ḳhuda ko bhi rijha.en

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

gulzar

Os Padi Thi Raat Bahut Aur Kohra Tha Garmaish Par

ahmad-husain-mail

Kyun Shauq Badh Gaya Ramazan Mein Singar Ka

parveen-fana-syed

Pul-siraat

Ghafil Dil Aur Ishq Ki rasMein

Jab Koi Sham-E-Hasin Nazr-E-KHarabaat Hui

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet