• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hijr Mein Bhi Ye Meri Sans Agar Baqi Hai

Hijr Mein Bhi Ye Meri Sans Agar Baqi Hai

najma-shaheen-khosa

hijr men bhi ye miri saans agar baaqi hai

is ka matlab hai mohabbat men asar baaqi hai

chhod ye baat mile zakhm kahan se tujh ko

zindagi itna bata kitna safar baaqi hai

tum sitamgar ho na ghabrao miri halat par

zakhm sahne ka abhi mujh men hunar baaqi hai

hijr ki aag men jalne se nahin darti main

ishq mujh men abhi be-khauf-o-khatar baaqi hai

mere tinke bhi hue raakh to kya harj bhala

atish-e-ishq bata kitna ye ghar baaqi hai

saans lena hi to ‘shahin’ nahin hai jivan

dhund kar laao miri ruuh agar baaqi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Uljhe to Sab Nasheb-O-Faraaz-E-Hayat Mein

Aab-Dar-Ab Mere Sath Safar Karte Hain

Chaal Apni Ada Se Chalte Hain

poet

baDi Ibrat Ki Manzil Hai Zamin Gor-E-Ghariban Ki

poet

Kya KHak Kahun Matlab-E-Dildar Ke Aage

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet