• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kab Yaad Mein Tera Sath Nahin Kab Hat Mein Tera Hat Nahin

Kab Yaad Mein Tera Sath Nahin Kab Hat Mein Tera Hat Nahin

faiz-ahmad-faiz

kab yaad men tera saath nahin kab haat men tera haat nahin

sad-shukr ki apni raton men ab hijr ki koi raat nahin

mushkil hain agar halat vahan dil bech aaen jaan de aaen

dil vaalo kucha-e-janan men kya aise bhi halat nahin

jis dhaj se koi maqtal men gaya vo shaan salamat rahti hai

ye jaan to aani jaani hai is jaan ki to koi baat nahin

maidan-e-vafa darbar nahin yaan nam-o-nasab ki puchh kahan

ashiq to kisi ka naam nahin kuchh ishq kisi ki zaat nahin

gar baazi ishq ki baazi hai jo chaho laga do dar kaisa

gar jiit gae to kya kahna haare bhi to baazi maat nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Fuzul Naz uThane Se Baat bigDi Hai

Aashna Jo Maza Ka Hota Hai

poet

Ai Sanam Tujhko Hum Bhula Na Sake

abdul-hamid-adam

Mai-Khana-e-Hasti Mein Aksar Hum Apna Thikana Bhul Gae

faiz-ahmad-faiz

Jo Pairahan Mein Koi Tar Mohtasib Se Bacha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet