• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Swang Bharta Hun Tere Shahr Mein Saudai Ka

Swang Bharta Hun Tere Shahr Mein Saudai Ka

svang bharta huun tire shahr men sauda.i ka

ki yahi haal hai andar se tamasha.i ka

bazm ke haal pe ab ham nahin kuḌhne vaale

intizamat men kya daḳhl tamasha.i ka

ham to sau jhuuT bhi bolen vo agar haath aa.e

koi Theka to uThaya nahin sachcha.i ka

dil-e-ḳhun-gashta ko ja ja ke dikha.en yaaro

shahr men kaam nahin lala-e-sahra.i ka

log kahte hain havas ko bhi mohabbat jaise

naam paḌ jaa.e mujahid kisi balva.i ka

ye nahin hai ki navaze na ga.e hon ham log

ham ko sarkar se tamgha mila rusva.i ka

un ko TuuTa hua dil ham bhi dikha.enge ‘salim’

koi puchh aa.e vo kya lete hain banva.i ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Maut Se Yari Na Thi Hasti Se Be-Zari Na Thi

Bikhre Bikhre Baal Aur Surat Khoi Khoi

Jahil Ko Agar Jehl Ka Inam Diya Jae

Kanon Ko Hai Bhai Hui Taqrir Kisi Ki

Suraj Ki Mizan Liye Ham, Wo the Barf Ki Baat Liye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet