• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hijr Lazim Hai to Ye Hijr Nibhae Jao

Hijr Lazim Hai to Ye Hijr Nibhae Jao

hijr lazim hai to ye hijr nibha.e jaao

ja rahe ho to koi rabt bana.e jaao

jo bhi is dil pe guzarti hai raqam karte raho

kaise mumkin hai kitabo se bhula.e jaao

shayad ye tarz kisi ruuh men ghar kar jaa.e

ain mumkin hai kisi dil men basa.e jaao

ye miri raat bhi ummid laga.e hue hai

us ke daman se koi sub.h laga.e jaao

guftugu karte agar saath men hote kuchh der

jaate jaate mujhe ik sher suna.e jaao

meri taḳhliq ko avaz bana do ‘maham’

meri tahrir ki ḳhamoshi miTa.e jaao

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kanon Ko Hai Bhai Hui Taqrir Kisi Ki

poet

Wo Wahan Ghair Ko Mehman Kiye baiThe Hain

Apne Ashkon Ki Ye Barsat Kise Pesh Karun

poet

Dil Iztirab Mein Hai Jigar Iltihab Mein

Koi Sitara-E-Shab Ya Ghubar Tha Wo Bhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet