• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hazar Khauf Ho Lekin Zaban Ho dil Ki Rafiq

Hazar Khauf Ho Lekin Zaban Ho dil Ki Rafiq

allama-iqbal

hazar khauf ho lekin zaban ho dil ki rafiq

yahi raha hai azal se qalandaron ka tariq

hujum kyuun hai ziyada sharab-khane men

faqat ye baat ki pir-e-mughan hai mard-e-khaliq

ilaj-e-zof-e-yaqin in se ho nahin sakta

gharib agarche hain ‘razi’ ke nukta-ha-e-daqiq

murid-e-sada to ro ro ke ho gaya taaib

khuda kare ki mile shaikh ko bhi ye taufiq

usi tilism-e-kuhan men asiir hai aadam

baghal men us ki hain ab tak butan-e-ahd-e-atiq

mire liye to hai iqrar-e-bil-lisan bhi bahut

hazar shukr ki mulla hain sahib-e-tasdiq

agar ho ishq to hai kufr bhi musalmani

na ho to mard-e-musalman bhi kafir o zindiq

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ali-sardar-jafri

Hathon Ka Tarana

Badnam Ka Jahan Mein Sahaara Nahin Koi

Shama Ki Tarah Pighalte Rahiye

Kuchh Bhi Nahin Hai Aalam-E-Zarraat Se Aage

Bas Ek Nazar Mein Dil-O-Jaan Figar Karta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet