• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hazar Bar Use Nakaamiyon Ne Samjhaya

Hazar Bar Use Nakaamiyon Ne Samjhaya

hazar baar use nakamiyon ne samjhaya

magar ye dil tiri ulfat se baaz kab aaya

vahi lagan hai ki chaliye jahan kahin tu ho

vahi chubhan ki mohabbat se ham ne kya paaya

khulega raaz ki anchal ki kya haqiqat hai

kabhi jo sar se mohabbat ke ye Dhalak aaya

gulon ke ghaav bhi shabnam se dhul sake hain kabhi

ki ashk ne mire zaḳhmon ko aur mahkaya

vo kya maqam hai daman ki aarzu men nadim

jahan pe dast-e-tamanna bhi ja ke tharraya

yahan bahar na jan-e-bahar hai ‘mas.ud’

kahan se turfa ghazal aaj phir ye kah laaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abu-bakr-abbad

Kaun Hai Mujrim Shahr-e-Ilm Ki Taraji Ka

Junun Ke Dasht Mein Niklen Wafa Ki Had Kar Den

Kuchh Sae Se Har Lahza Kisi Samt Rawan Hain

Matla-E-Subh Pe Chhai Hai Siyahi Kaisi

Sufi

Shakh-e-Arman Ki Wahi Be-Sabri Aaj Bhi Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet