• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Firaq-O-Hijr Ke Lamhe Jo Tal Gae Hote

Firaq-O-Hijr Ke Lamhe Jo Tal Gae Hote

poet

firaq-o-hijr ke lamhe jo Tal ga.e hote

hamare zehn ke ḳhake badal ga.e hote

vo maslahat ka taqaza agar samajh jaata

tamam shahr ke lahje badal ga.e hote

agar sharik-e-safar vo bhi ho gaya hota

tamazaton ke ye suraj bhi Dhal ga.e hote

qadam uTha.e hain kuchh soch kar mohabbat men

sanbhalna hota hamen to sanbhal ga.e hote

vafa-pasand agar vo bhi ho gaya hota

hamare raste kitne badal ga.e hote

jo thoḌi der na aata ḳhayal-e-tanha.i

tumhare shahr ki had se nikal ga.e hote

‘nazar’ ko mohlat-e-nazzargi agar milti

nigah-e-shauq ke arman nikal ga.e hote

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abroo-shah-mubarak

Mohabbat Sehr Hai Yaro Agar Hasil Ho Yak-Rui

Har Inqalab Ki surKHi Unhin Ke Afsane

adeem-hashmi

Aaghosh-e-Sitam Mein Hi Chhupa Le Koi Aa Kar

Aankhon Mein Wo KHwab Nahin Baste Pahla Sa Wo Haal Nahin Hota

Rudad-E-Gham Mein DhunDiye Lutf-E-Bayan Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet