• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hawaon Ke Muqabil Hun

Hawaon Ke Muqabil Hun

puja-bhatia

havaon ke muqabil huun

charaghon ki vo mahfil huun

khuda jaane kahan huun main

na bahar huun na shamil huun

mire kandhe pe vo bikhre

hain mauj ik vo main sahil huun

ye chadar silvaten takiya

batate hain main ghafil huun

main jo chahun vo pa luun par

abhi khud hi se ghafil huun

yahan sab be-sahara hai

sahara duun? main batil huun

umiden tum se rakhti huun

kaho to kitni jahil huun

jua hai zindagi jaise

jo jiite us ko hasil huun

rahe zad men junun jis ke

usi ko phir main hasil huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jab Kaho Kyun Ho Khafa Kya Bais

Kya Aaj Un Se Apni Mulaqat Ho Gai

Jaane Kaise Log the Yaad Aae Kam Jaane Ke Baad

Ek Rida-E-Sabz Ki KHwahish Bahut Mahngi paDi

Wo zaKHm Phir Se Hara Hai Nishan Na Tha Jis Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet