• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hawaon Ka Zor Aazmate Rahe

Hawaon Ka Zor Aazmate Rahe

havaon ka zor azmate rahe

sada ham patangen uḌate rahe

jinhen jan-o-dil men basate rahe

vo rasman ta.alluq nibhate rahe

mire ba.ad bachchon ne itna kiya

mujhe chaukhaTe men biThate rahe

vo dushman ke ḳheme men the mutma.in

abas ham lahu men nahate rahe

bache the vo patthar ki thiin muraten

fuzul aap ḳhanjar chalate rahe

kahani thi saada magar kuchh to tha

zamana ba-zid tha sunate rahe

janam se hi daani hain manzar ‘shahab’

guhar ansuon ke luTate rahe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

seema-gupta

Aag Pani Bhi Hai Mitti Hai Hawa Hai Mujh Mein

Mohabbat Wo Maraz Hai Jis Ka Chaara Ho Nahin Sakta

Is Bhare Shahr Mein Aaram Main Kaise Paun

komal-joya

Nisf Se dekh Zara Kam Na Ziyaada Aadha

Lahron Mein Bhanwar Niklenge Mehwar Na Milega

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet