• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hawa Se Baada nichoDen Kali Ko Jam Karen

Hawa Se Baada nichoDen Kali Ko Jam Karen

poet

hava se baada nichoḌen kali ko jaam karen

sukut-e-rang-e-chaman se zara kalam karen

hamen to koi bhi pahchanta nahin hai yahan

nigah kis se mila.en kise salam karen

zamana is pe tula hai ḳhirad ki baat rahe

hamen ye zid hai ki uncha junun ka naam karen

faza hai gosh-bar-avaz chup hain ahl-e-nava

ab is adhuri kahani ko ham tamam karen

tumhare jaam ko pahle nazar se chhalka den

phir apne hosh men aa kar tavaf-e-jam karen

kisi ghazal men bhi ab nahin ram-e-vahshat

ham apne sehr-e-tamanna se kis ko raam karen

ḳhulus-e-dil ka sila soz aarzu ka guhar

isi guhar ‘faridi’ charagh-e-sham karen

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

siraj-aurangabadi

Har Kisi Kun Guzar-E-Ishq Mein Aanan Mushkil

Ashk Pine Ke Liye KHak uDane Ke Liye

TuTte Hi Dam Diyon Ka Ek Dhuan Paida Hua

shah-naseer

Na dikhaiyo Hijr Ka dard-O-Alam Tujhe deta Hun Charkh-E-Khuda Ki Qasam

Hamara Man Bhi Usi Mein Magan Raha Hoga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet