• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hawa Mein Phirte Ho Kya Hirs Aur Hawa Ke Liye

Hawa Mein Phirte Ho Kya Hirs Aur Hawa Ke Liye

bahadur-shah-zafar

hava men phirte ho kya hirs aur hava ke liye

ghurur chhod do ai ghafilo khuda ke liye

gira diya hai hamen kis ne chah-e-ulfat men

ham aap duube kisi apne ashna ke liye

jahan men chahiye aivan o qasr shahon ko

ye ek gumbad-e-gardun hai bas gada ke liye

vo aina hai ki jis ko hai hajat-e-simab

ik iztirab hai kaafi dil-e-safa ke liye

tapish se dil ka ho kya jaane siine men kya haal

jo tere tiir ka rauzan na ho hava ke liye

tabib-e-ishq ki dukkan men dhundte phirte

ye dardmand-e-mohabbat tiri dava ke liye

jo haath aae ‘zafar’ khak-pa-e-‘fakhruddin’

to main rakhun use ankhon ke tutiya ke liye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

adeem-hashmi

Tere Liye Chale The Hum Tere Liye Thahar Gae

Gham Ke Sunsan Bayaban Se Nikalta Hi Nahin

poet

Ghar Ki Diwaron Ko Humne Aur Uncha Kar Liya

ali-sardar-jafri

Shabon Ki Zulf Ki Ru-E-Sahar Ki Khair Manao

poet

Koi Mila Tha Sar-E-Rah Ek Zamana Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet