• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hawa-E-Shab Bhi Hai Ambar-Afshan Uruj Bhi Hai Mah-E-Mubin Ka

Hawa-E-Shab Bhi Hai Ambar-Afshan Uruj Bhi Hai Mah-E-Mubin Ka

akbar-allahabadi

hava-e-shab bhi hai ambar-afshan uruuj bhi hai mah-e-mubin ka

nisar hone ki do ijazat mahal nahin hai nahin nahin ka

agar ho zauq-e-sujud paida sitara ho auj par jabin ka

nishan-e-sajda zamin par ho to fakhr hai vo rukh-e-zamin ka

saba bhi us gul ke paas aai to mere dil ko hua ye khatka

koi shagufa na ye khilae payam laai na ho kahin ka

na mehr o mah par miri nazar hai na lala-o-gul ki kuchh khabar hai

farogh-e-dil ke liye hai kaafi tasavvur us ru-e-atishin ka

na ilm-e-fitrat men tum ho mahir na zauq-e-taat hai tum se zahir

ye be-usuli bahut buri hai tumhen na rakkhegi ye kahin ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Dekho Ghir Kar Baadal Aa Bhi Sakta Hai

mubarak-azimabadi

Phir Mile Hum Un Se Phir Yari Badhi

Fitna Phir Aaj uThane Ko Hai Sar Lagta Hai

Dil Ke Virane Mein Kuchh Phul Tamanna Ke Khile

Ai Masiha-Dam Tere Hote Hue Kya Ho Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet