• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Hath diya Isne Mere Hath Mein

Hath diya Isne Mere Hath Mein

qateel-shifai

haath diya is ne mire haath men

main to vali ban gaya ik raat men

ishq karoge to kamaoge naam

tohmaten batti nahin khairat men

ishq buri shai sahi par dosto

dakhl na do tum miri har baat men

mujh pe tavajjoh hai sab afat ki

koi kashish to hai miri zaat men

rah-numa tha mira ik samri

kho gaya main shahr-e-tilismat men

mujh ko laga aam sa ik aadmi

aaya vo jab kaam ke auqat men

shaam ki gul-rang hava kya chali

dard mahakne laga jazbat men

haath men kaghaz ki liye chhatriyan

ghar se na nikla karo barsat men

rabt badhaya na ‘qatil’ is liye

farq tha donon ke khayalat men

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil-E-Nadan Koi Mahshar Na uThana Is Waqt

Marte Marte Raushni Ka KHwab to Pura Hua

Jo Ab Bhi Unki Yaaden Aaiyan Hain

Wo Jo Aankhon Mein Chhup Ke baiTha Hai

Irada Tha Ki Ab Ke Rang-E-Duniya Dekhna Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet