• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Meri Chashm-E-Shauq Mein Barha Wo Hazaron Rang Badal Gae

Meri Chashm-E-Shauq Mein Barha Wo Hazaron Rang Badal Gae

miri chashm-e-shauq men barha vo hazaron rang badal ga.e

main fareb-e-husn na kha saka vo kalim the jo bahal ga.e

shab-e-gham ghalat ye ḳhayal tha ki falak pe taare nikal ga.e

mujhe na-murad sa dekh kar vo charagh ghi ke the jal ga.e

tu agar hai talib-e-dil-ruba to farotani ka maza uTha

ye maqam-e-ishq hai dekhna jo yahan gire vo sanbhal ga.e

hain junun-mizaj bala ke ham tu hamara josh-e-junun na puchh

kabhi chal ke arsh pe dam liya kabhi us se duur nikal ga.e

unhen dekhne ga.e jis ghaḌi kaha shart hai yahan be-ḳhudi

hui un ki diid to yuun hui ye ajiib chaal vo chal ga.e

main ma.al-e-husn-o-vafa pe kuchh nazar apni Dalne jab laga

na patang hi the na sham.a thi vo pighal ga.i to vo jal ga.e

sar-e-bazm sun ke miri ghazal lage kahne jauhariyan-e-fan

ke musha.ere men to ‘za.iq’ aaj suḳhan ke la.al ugal ga.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jatae Jate Hain Ehsan Bhi Sata Ke Mujhe

poet

Naqib-E-Subh to the Hum Rahin-E-Sham-E-Gham Nikle

Pahle to Neze KHwab Mein Boya Karenge Raat Din

afzal-ahmad-syed

Ek Nai Zaban Ka Sikhna

Bala Se Nam Wo Mera Uchhaal Deta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet