• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hasti Ke Har Ek moD Pe Aaina Bana Hun

Hasti Ke Har Ek moD Pe Aaina Bana Hun

poet

hasti ke har ik moḌ pe a.ina bana huun

miT miT ke ubharta hua naqsh-e-kaf-e-pa huun

vo dast-e-talab huun jo dua ko nahin uThta

jo lab pe kisi ke nahin aa.i vo dua huun

is daur men insan ka chehra nahin milta

kab se main naqabon ki tahen khol raha huun

basti men basere ka irada to nahin tha

divana huun sahra ka pata bhuul gaya huun

jaati hi nahin dil se tiri yaad ki ḳhushbu

main daur-e-ḳhizan men bhi mahakta hi raha huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tum Jahan the Wahan Ke the Hi Nahin

Badan Ke Pas KHushi Ki Asas Ho Kar Bhi

Junun Pe Aql Ka Saya Hai Dekhiye Kya Ho

Apni Aag Mein Bhunti Jae Bunti Jae Kafan Apna

abdul-majeed-salik

Na Mohtasib Ki Na Hur-O-Jinan Ki Baat Karo

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet