• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hasraten Aa Aa Ke Jama Ho Rahi Hain dil Ke Pas

Hasraten Aa Aa Ke Jama Ho Rahi Hain dil Ke Pas

ajiz-matvi

hasraten aa aa ke jam.a ho rahi hain dil ke paas

karvan goya pahunchne vaala hai manzil ke paas

biich men jab tak thiin maujen un men shorish thi bahut

intishar un men hua jab aa gaiin sahil ke paas

nazr-e-qatil jaan jab kar di to baaqi kya raha

ab taḌapne ke alava hai hi kya bismil ke paas

gharq kar den meri kashti phir ye maujen dekhna

hashr tak paTka karengi apna sar sahil ke paas

bhiik dena to kuja kaasa bhi us ne le liya

main ab ik hasrat-zada huun kya hai mujh saail ke paas

ek ham hain ham ne kashti daal di gardab men

ek tum ho darte ho aate hue sahil ke paas

ḳhair ho ‘ajiz’ kahin aisa na ho dil duub jaae

ishq ke dariya men halchal ho rahi hai dil ke paas

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ajay-sahaab

dil Mera Soz-e-Nihan Se Umr Bhar Betab Tha

poet

Yaadon Ke Darichon Se Bite Ayyam Ki KHushbu Aati Hai

Ab Hasti-E-KHarab Ka Aalam Sanwar Gaya

ahsan-marahravi

Nazzara Jo Hota Hai Lab-e-Baam Tumhaara

afzaal-firdaus

diwaron Mein dar Hota To Achchha Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet