• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Harim-E-Zat Ke Parde Mein Justuju Yaran

Harim-E-Zat Ke Parde Mein Justuju Yaran

harim-e-zat ke parde men justuju yaran

zahe-nasib mujhe meri aarzu yaran

havas ko ishq bata kar tahi-kadu yaran

mai-e-ayagh se chhalka ga.e lahu yaran

shabab hai mire saaqi ka aftab ki lau

badan hai saaz men dipak ki ik numu yaran

isi gunah ne mala.ek pe fauqiyat baḳhshi

yahi gunah bashariyyat ki aabru yaran

kabhi ḳhizan men kabhi ḳhar-o-ḳhas ke parde men

chaman men bikhre hain har-samt rang-o-bu yaran

jise main ḳhud se bhi kahne ki taab la na saka

vo ek baat kahi un ke ru-ba-ru yaran

vahi to jam-e-shifa hai bala-kashon ke liye

vo ik nigah jo phirti hai char-su yaran

usi ḳhalish ne use ḳhud-kushi pe uksaya

ki ek shaḳhs se milta hai hu-ba-hu yaran

zamana badla hai rang-e-chaman bhi badlega

chinar ab nazar aate hain sho.ala-ru yaran

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sahen Kab Tak Jafaen Bewafai Dekhne Wale

aal-e-ahmad-suroor

Jis Ne Kiye Hain Phul Nichhawar Kabhi Kabhi

ahmad-nadeem-qasmi

Kabhi Na Paltegi Biti Hui Ghadi Lekin

beena-goindi

Kati Patang Hun Main Aur Be-Sahaara Hun

kishwar-naheed

Kabhi To Aa Meri Aankhon Ki Raushni Ban Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet