• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har Shai Hai Pur-Malal baDi Tez Dhup Hai

Har Shai Hai Pur-Malal baDi Tez Dhup Hai

har shai hai pur-malal baḌi tez dhuup hai

har lab pe hai saval baḌi tez dhuup hai

chakra ke gir na ja.un main is tez dhuup men

mujh ko zara sambhal baḌi tez dhuup hai

de hukm badalon ko ḳhayaban-nashin huun

jam-o-subu uchhal baḌi tez dhuup hai

mumkin hai abr-e-rahmat-e-yazdan baras paḌe

zulfon ki chhanv Daal baḌi tez dhuup hai

ab shahr-e-arzu men vo ra.ana.iyan kahan

hain gul-kade niDhal baḌi tez dhuup hai

samjhi hai jis ko saya-e-ummid aql-e-ḳham

‘saghar’ ka hai ḳhayal baḌi tez dhuup hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Meri Manind KHud-Nigar Tanha

nusrat-mehdi

Aajizi Aaj Hai Mumkin Hai Na Ho Kal Mujh Mein

asrarul-haq-majaz

Aahang-E-Nau

Khul Gain Aankhen Ki Jab Duniya Ka Sach Hum Par Khula

Mere Muqaddar Mein Jo Likha Tha Nasib Se Wo Pahunch Na Paya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet