• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har Samt Raushni Thi Jidhar Bhi Nazar uThi

Har Samt Raushni Thi Jidhar Bhi Nazar uThi

har samt raushni thi jidhar bhi nazar uThi

lekin vo ik nigah na jaane kidhar uThi

ye kaun naghma-sanj-o-ghazal-ḳhvan guzar gaya

gulshan se jhumti hui bad-e-sahar uThi

vo intizar-e-yar ke lamhat al-aman

dard-e-jigar baḌha to nazar su-e-dar uThi

afsane ansuon se hazaron ubal paḌe

phir aaj jo nigah miri baam par uThi

kis ne yahan ‘shakeb’ ka afsana kah diya

ik ajnabi nigah bhi ashkon se tar uThi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Man Bhi Shair Ki Tarah Tan Bhi Ghazal Jaisa Hai

akhtar-shirani

Kis Ko dekha Hai Ye Hua Kya Hai

Be-Samar Mausamon Mein Janmi Hun

poet

Mayus Mere Gham Se Na Ho Chaaragar Kahin

Nazar Aaya Na Koi Bhi Idhar Dekha Udhar Dekha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet