• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har Samt Rang-O-Nur Ka Dariya Dikhai De

Har Samt Rang-O-Nur Ka Dariya Dikhai De

har samt rang-o-nur ka dariya dikha.i de

har mauj-e-rang men tira chehra dikha.i de

har aa.ine men tera sarapa dikha.i de

koi to is jahan men apna dikha.i de

tai kis tarah ho jada-e-nairang-e-arzu

har gaam tera naqsh-e-kaf-e-pa dikha.i de

kirnen gurez-pa hain to ḳhushbu bahana-ju

ai kaash koi apna shanasa dikha.i de

ik daman-e-nazar ki bachana muhal hai

ik sho.ala-e-badan ki lapakta dikha.i de

duniya-e-rang-o-nur bahut be-karan sahi

pesh-e-nazar jo tu hai to phir kya dikha.i de

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nahin Hai Bahr-O-Bar Mein Aisa Mere Yar Koi

Aaj Tak Uski Mohabbat Ka Nasha Tari Hai

Guzar Raha Hai Wo Lamha to Yaad Aaya Hai

Tishnagi Apni Bujhane Ke Liye Jab Gae Hain

sauda-mohammad-rafi

Karta Hun Tere Zulm Se Har Bar Al-Ghiyas

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet