• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har Rose Hi Imroz Ko Farda Na Karoge

Har Rose Hi Imroz Ko Farda Na Karoge

har roz hi imroz ko farda na karoge

va.ada ye karo phir kabhi va.ada na karoge

ye maan liya ahd-e-vafa bhuul chuke ho

kya bhuul ke bhi tum hamen chaha na karoge

mahfil se hi uTh ja.enge ham aise qaba-chak

vahshat ka hamari kabhi shikva na karoge

achchha tha ki jab ariza-e-hijr nahin tha

achchha hai ki ab tum kabhi achchha na karoge

jis raaz men shamil hai hamara bhi fasana

us raaz ko kya ham pe bhi ifsha na karoge

mar ja.ega dil hasrat-e-anvar-e-sahar men

be-parda agar tum ruḳh-e-zeba na karoge

kya aur na tha tark-e-ta.alluq ka bahana

sunte hain ki ab tum hamen rusva na karoge

samjho to ‘zahir’ un ki nigahon ke ishare

kya aaj bhi iz.har-e-tamanna na karoge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ye Tamanna Hai Ki Is Tarah Musalman Hota

beena-goindi

Aakash Pe Baadal Chhae The

Baadal Ki Tarah Ranj-Fishani Karen Hum Bhi

Mausam-E-Gul Kunj-E-Gulshan Nikhat-E-Gesu Na Ho

Dushmanon Ko Dost Bhai Ko Sitamgar Kah Diya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet