• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har Koi Us Ka Kharidar Hua Chahta Hai

Har Koi Us Ka Kharidar Hua Chahta Hai

poet

har koi us ka kharidar hua chahta hai

garm phir husn ka bazar hua chahta hai

dekh lena gham-e-maashuq men kudhte kudhte

kuchh na kuchh ab mujhe azar hua chahta hai

aankh lalchai hui padti hai jis par meri

ishq us par mira izhar hua chahta hai

kah do us parda-nashin se tiri khatir koi

aaj rusva sar-e-bazar hua chahta hai

paan kha kha ke lab-e-bam pe vo aane laga

khuun hamara pas-e-divar hua chahta hai

kucha-e-yar men jaata hai abas tu ‘ghafil’

kyuun musibat men giraftar hua chahta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

jaun-eliya

Baat Koi Umid Ki Mujhse Nahin Kahi Gai

akbar-masoom

Sun! Hijr Aur Visal Ka Jadu Kahan Gaya

Nazar Se Dur Rahe Mujhko Aazmae Bhi

Dil-O-Nigah Ko Viran Kar Diya Maine

Yunhi Umr-Bhar Tere Rang-O-Bu Se Mere Lahu Ki Wafa Rahe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet