• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har KHata Uski Hamesha Darguzar Karti Hui

Har KHata Uski Hamesha Darguzar Karti Hui

har ḳhata us ki hamesha darguzar karti hui

faslon ko dil ki chahat muḳhtasar karti hui

zehn-o-dil ki raushni ko tez-tar karti hui

guftugu sidhe tiri dil par asar karti hui

mere jazbon ke fusun men qaid vo hota hua

us ke lahje ki khanak mujh par asar karti hui

zindagi ki tez-gami aur daulat ki havas

aane vaale kal se ham ko be-ḳhabar karti hui

hausla deta hua sa mujh ko mera e’timad

be-yaqini dil men paida Dar pe Dar karti hui

bhola-pan aur sadgi par us ki main miTta hua

ek surat mohni si dil men ghar karti hui

kis ko ye malum ai ‘nayab’ nisbat kis ki hai

mere har naqsh-e-qadam ko mo’atabar karti hui

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tamam Galiyon Mein Matam Bapa Tha Jangal Ka

Aur Kitne Abhi Sitam Honge

parvin-sheer

Maqtal Se Jab Guzar Ke Harifana Aaiye

Jo Mere Pyar Mein Uljha Hua Dikhai De

Jitna Tera Hukm Tha Utni Sanwari Zindagi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet