• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har Haqiqat Ko Guman Tak Sochun

Har Haqiqat Ko Guman Tak Sochun

har haqiqat ko guman tak sochun

main baharon ko ḳhizan tak sochun

guftugu talḳh haqa.eq se bhi ho

ḳhvab hi ḳhvab kahan tak sochun

har qadam ek muamma ban jaa.e

zindagi tujh ko jahan tak sochun

soch ban jaati hai girdab-e-bala

ek hi baat kahan tak sochun

hadd-e-parvaz miri itni hai

la-makan ko bhi makan tak sochun

dastaras kis ki mudava kaisa

dard ko sirf fughan tak sochun

napun jazbon ko bhi paimanon se

ashk ko ab-e-ravan tak sochun

tu nahin paas tiri yaad to hai

tu hi to sujhe jahan tak sochun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Apnon Se Shikayat Hai Na Ghairon Se Gila Hai

bhiD Mein Ek Ajnabi Ka Samna Achchha Laga

But-Gar Hai Na Koi but-Shikan Hai

Hadse Aise Bhi Ab Ishq Mein Ho Jate Hain

Ye Ek Shajar Ki Jis Pe Na kanTa Na Phul Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet