• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har Ghadi Khud Se Ulajhna Hai Muqaddar Mera

Har Ghadi Khud Se Ulajhna Hai Muqaddar Mera

nida-fazli

har ghadi khud se ulajhna hai muqaddar mera

main hi kashti huun mujhi men hai samundar mera

kis se puchhun ki kahan gum huun kai barson se

har jagah dhundhta phirta hai mujhe ghar mera

ek se ho gae mausamon ke chehre saare

meri ankhon se kahin kho gaya manzar mera

muddaten biit gaiin khvab suhana dekhe

jagta rahta hai har niind men bistar mera

aaina dekh ke nikla tha main ghar se bahar

aaj tak haath men mahfuz hai patthar mera

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ashk-Bari Ka Meri Aankhon Ne Ye Bandha Hai jhaD

sahir-ludhianvi

Bhule Se Mohabbat Kar Baitha, Nadan Tha Bechaara, dil Hi To Hai

mansoora-ahmad

Bholi Man

Jaise Pardes Mein Raaton Ko Watan Khinchta Hai

Ye Daur-E-Ahl-E-Hawas Hai Karam Se Kaam Na Le

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet