Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
nida-fazli

Jaane Walon Se Rabta Rakhna

  • Ghazal
  • Top Rated Poet
  • Poet: Nida Fazli
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

jaane valon se rabta rakhna

dosto rasm-e-fatiha rakhna

ghar ki taamir chahe jaisi ho

us men rone ki kuchh jagah rakhna

masjiden hain namaziyon ke liye

apne ghar men kahin khuda rakhna

jism men phailne laga hai shahr

apni tanhaiyan bacha rakhna

umr karne ko hai pachas ko paar

kaun hai kis jagah pata rakhna

More Poems

Phir Mizaj Us Rind Ka Kyunkar Mile

Itne Khamosh Bhi Raha Na Karo

Ai Ki dar Zahir Mazahir Aashkara Karda-I

Anguthi

Wo Chashm Mail-e-Lutf-O-Karam Hui Bhi To Kab

Farhad Kis Ummid Pe Lata Hai Ju-E-Shir

Kanhayya Ki Tarah Pyare Teri Ankhiyan Ye Sanwariyan

Tanha Tanha Sahmi Sahmi Khamoshi

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.