• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har Ek Lamha Tabiat Pe Bar Hai, Kya Hai

Har Ek Lamha Tabiat Pe Bar Hai, Kya Hai

poet

har ek lamha tabiat pe baar hai, kya hai

tumhara gham ki gham-e-rozgar hai, kya hai

vo ham pe aaj bahut jalva-bar hai kya hai

ab is ada men adavat hai, pyaar hai, kya hai

sitam to ye hai ki is ahd-e-jabr men bhi yahan

malul hai na koi be-qarar hai, kya hai

hazar rang-ba-daman sahi magar duniya

bas ek silsila-e-etibar hai, kya hai

faza chaman ki hai aisi ki kuchh nahin khulta

khizan ki rut hai ki fasl-e-bahar hai, kya hai

suna hai raat to kab ki guzar gai lekin

hamen sahar ka abhi intizar hai, kya hai

chaman hamara hai lekin chaman hamara nahin

na bebasi na koi ikhtiyar hai, kya hai

batae jaate hain unvan nae nae ‘nikhat’

magar tamasha vahi vahi baar baar hai, kya hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Ke Hote Bhi Kahin Dard Juda Hota Hai

poet

Kafir-E-Ishq Ko Kya Se Kya Kar Diya

Haqiqat Hai Ki Nanha Sa Diya Hun

poet

Koi Markaz Se Alag Hai Koi Mehwar Se Alag

Sufi

Yun Sang-dil Hayat Se Ahd-O-Wafa Kiya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet