• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har dam Shagufta-Tar Jo Hansi Mein dahan Hua

Har dam Shagufta-Tar Jo Hansi Mein dahan Hua

poet

har dam shagufta-tar jo hansi men dahan hua

ghunche se pahle gul hua gul se chaman hua

zahid hua asaam hua barahman hua

is rah men rahnuma jo bana rahzan hua

surat badal gai koi pahchanta nahin

ashiq tira vatan men gharib-ul-vatan hua

qad sarv nargis aankh dahan ghuncha gul ezaar

jalve se us ke khana-e-viran chaman hua

ghairon ne baithne na diya jab kahin mujhe

main anjuman men muntazim-e-anjuman hua

tab-e-jafa-shiar ki tafrih ke liye

naala mira tarana-e-murgh-e-chaman hua

‘mushtaq’ sufiyon men to taaib hua tha kal

sunta huun aaj rindon men tauba-shikan hua

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

naseem-syed

Aadhi Gawahi

Par-E-Jibril Bhi Jis Rah Mein Jal Jate Hain

Hamare Sath Zamana Kiya Kare Kuchh Bhi

Sufi

Aaj Prem To Tujh Sun Kholun

poet

Kuchh Aisi Kaifiyat Se Saqi-E-Mastana Aata Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet