• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Haqiqat Zist Ki Samjha Nahin Hai

Haqiqat Zist Ki Samjha Nahin Hai

seema-sharma-meeruthi

naqsh ankhon men utara jaega

phir safar men din guzara jaega

pahle dakhil hoga shab ke shahr men

phir savere ko pukara jaega

jab umiden khatm sab ho jaengi

vaqt phir kaise guzara jaega

haar kirnon ka bana kar jhiil ke

aaine men din sanvara jaega

dekh le gar ik nazar suraj ise

kohra ye be-maut maara jaega

thaam kar rakh tinka varna ek din

haath se ye bhi sahara jaega

jab bhatak jaega sahra men bahut

tab samundar ko pukara jaega

bebasi men duubi nazron se falak

ab qafas se bas nihara jaega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kisi Ishq-O-Rizq Ke Jal Mein Nahin Aaega

shabnam-shakeel

wahan bhi zahr-zaban kaam kar gaya hoga

neel-ahmed

Gudiya

Dar Kisi Ka Khula Nahin Lagta

parveen-shakir

dukh Nawishta Hai To Aandhi Ko Likha Aahista

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet